Bus Yun hi……
Boondo ke motiyo main khulke ehsaas aaya,
Waqt se nikal ke lamha dil ke paas aaya.
Choo ke guzra tha par dil ko na mehsoos hua,
Ab jo dekha toh woh lamha dil ko raas aaya.
Yun ki tay karna paau re,
dil ki baat main hawa ke zariye pahuchau re,
ya khud hawa pe chal ke aau re.
Tum se pyaar hai ye khulke, jin main keh paau re,
lafz woh kaha se, laau re…….
( Courtesy Wake Up Sid! background score)
